RESTITUTION OF CONJUGAL RIGHTS KYA HOTA HAI ?
DOSTO AAJ KE IS BLOG ME HAM JANENGE KI RESTITUTION OF CONJUGAL RIGHTS KYA HOTA HAI? HINDU MARRIAGE ACT KI DHARA 9 ISKE BARE ME KYA KEHTI HAI ? OR ISE KON FILE KAR SAKTA HAI OR COURT RESTITUTION OF CONJUGAL RIGHTS KI DECREE PASS KARNE SE PEHLE KIN BATO KI OR GAUR KARTI HAI TO DOSTO AAJ KA YE BLOG KAFI IMPORTANT HONE WALA HAI TO AAJ KE IS BLOG KO PURA PADE TO DOSTO SABSE PEHLE HAM BAT KARENGE KI RESTITUTION OF CONJUGAL RIGHTS KYA HOTA HAI OR DHARA 9 ISKE BARE ME KYA KEHTI HAI TO DOSTO JAB KABHI BHI DO LOGO ME MARRIAGE HOTI HAI TO UNKE EK DUARE KE PRATI KUCH KARTAVYA HOTE HAI KI WO EK DUSRE KE SATH REHENGE OR EK DUSARE KI COMPANY KO NAHI SHODENGE LEKIN DONO ME SE JAB KOI EK BINA KISI KARAN KE DUSRE KI COMPANY KO SHOD DETA HAI TO DUARA VYAKTI DHARA 9 HINDU MARRIAGE ACT KE ANUSAR USKE UPAR RESTITUTION KA CASE FILE KAR SAKTA HAI.
COURT RESTITUTION OF CONJUGAL RIGHTS KI DECREE PASS KARNE SE PEHLE KIN BATO KI OR GAUR KARTI HAI ?
DOSTO JAB BHI COURT KE SAMNE RESTITUTION KI APPLICATION ATI HAI TO COURT SABSE PEHLE PETITION ME BATAYE HUE CONTENT KO VARIFY KARTI HAI OR USKE BAD COURT KE SAMNE PETITIONER KE DWARA YE BHI PROOF KARNA JARURI HAI KI RESPONDENT BINA KISI KARAN APNI MARJI SE USKI COMPANY KO SHOD KAR JA CHUKA/CHUKI HAI LEKIN PETITIONER KI CRUELTY KE KARAN AGAR RESPONDENT AGAR USKI COMPANY KO SHOD CHUKA HAI TO AISE ME COURT RESTITUTION KI APPLICATION KO REJECT BHI KAR SAKTI HAI.