164 ka bayan kitni bar darj kara sakte hai
१६४ ka bayan kitni bar darj karaya ja sakta hai ya ek bar १६४ ka bayan dene ke bad magistrate ke samne pidita ka bayan dubara darj kar sakte hai to dosto aaj ka topic kafi intersting hone wala hai to dosto aaj ka hamara topic hai ki magistrate kitni bar pidita ka १६४ ka bayan darj kar sakte hai.
to dosto isko samaj ne ke liye isi vishay manniya ilahabad high court ne abhi recently Manorama singh vs state of up is case me 12/10/23 ko judgement pas kiya or is vishay par hame margdarshan diya to dosto jante hai mamala kya tha to is case me police ke dwara pidita ka vinaybhang ke mamale me ek bar dhara 164 ke anusar police ke dwara magistrate ki court me bayan darj karaya gaya tha or uske thode dino bad uska police ke dwara uska ek or bar bayan darj karaya gaya uske duari var bayan darj karane ke 11 din bad usne police ke pas ek or affidavit diya or apna teesari bar bayan darj karane ki mang ki jiski application investigation officer cjm court me or cjm court is
application ki hearing me ye pati hai ki victim ke dwara ye allegation lagaya jata hai ki magistrate uska baayan uske kahe anusar nhi dark kar rahe to court ne yeh paya ki aisa ek bar ho sakta hai lekin victim ka bayan dono bar alag alg magistrate ke dwara darj kiya gaya tha to ye possible nahi ke hai wo bayan uske kahe mutabik nahi darj hue aisa nahi ho sakta to ye finding nikalte hue uski application ko reject kr diya gya to is bat alahabd high court ne ye margdarshan diya ki agar kisi case me io ke dwara investigation ke dauran agar kush naya ata hai to wo ek bar kya kitni bar pidita ka bayan darj kara sakta hai lekin wo good cause me hona chahiye lekin is case me aisa kuch nahi hai iske liye ilahabad high court ne bhi petittion ke reject kar diya to ilahabad high court ke is faisale se ye to saf hota hai ki investigation ke dauran agar Kush naya nikal kar ane par dubara bhi bayan darj karaya ja sakta hai lekin wo good cause me hona chahiye